स्याही नही खुशी बिकती है
कागज़ पर
कलम,किसी के जज्ब़ात लिखती है
कागज़ पर,
तुम भरोसा तो करो कलमकार पर,
उम्मीद से सजी हर रात दिखती है
कागज़ पर।
©️रंजीता सहाय अशेष
-
किसी ने कोई और हाथ थामा, दामन कोई बदल आये..
किसी ने रुख किया मयखाने का, इक दवात हम भी घर लाये..-
Dawaat
Bhuk mitegi teri
Tu chulha jala to sahi
Jo le rahe maze teri fakiri ke
Unhe dawaat pe bula to sahi
-
Firni banayi hai humne ishq ki..
Dawat ashiqoon ki hai..
Mehfill me zarur aana...
Vahaan ehmiyat bas shyaroon ki hai...-
पत्थरों के टुकड़े अपने आप कहाँ हिलते हैं..
कमल भी देखो कीचड़ बिन कहाँ खिलते है..
ये मोह ही तो है जिसने बाँध रखा है हमें,
वरना हम भी ख्वाबों के अलावा कहाँ मिलते है..-
Choti kadai nahi bada patila chada
Khud se khud ki wafadari ka
Usme 56 bhog ke sapne saja to sahi
Jo le rahe maze teri fakiri ke
Unhe dawaat pe bula to sahi-
Zara parakh kr chakna dawaat e azeez ..
Aksar zehr ki sisiya Dubai jati he inme..
If it's true mostly sweets are poisoned..
Then the sweetest kin poison it..-
Pakne de deemi aach pe
Mashakat ke pasine zameen par behne de
Log kahenge birbal ki khichdi ise unhe kehne de
Tu bas dastarkhaan bhicha to sahi
Jo le rahe maze teri fakiri ke
Unhe dawaat pe bula to sahi...
-
Lakdiya jama kar hawsle,mehmat,imandari ke
Usme josh ki aag laga to sahi
Jo le rahe maze teri fakiri ke
Unhe dawaat pe bula to sahi
-