HUM CHHOTI CHHOTI BAATON PAR RONE BAALE INSAAN
YUN BADLE IS KADAR
AB BADI BADI BAATON PAR BHI MUSKURA DIYA KARTE HAI-
Jo dua mein shamil tha har waqt....
Kaise dedun baddua use aaj
Baddua mein bhi dua hi niklegi
Jiye Woh hazaro saal!-
सुना है इंसान, इंसान के काम आता है।
पर,हम कहीं जानवर तो नहीं।
क्यों की हालात तो वहीं हैं।
बस लोग बदल गए हैं।-
Vo log bhi ab badal Gaye,
Ab apna haq bhi banta hai,
Kaash ab ye Dil bhi maanle
Jo tha phele, vo ab sapna hai
-
Mausam badal gaye
Haalat badal gaye
Waqt badal gaya
Aur iske saath har koi badal gaya
Kisiko dosh nahi dungi
Gatli toh meri hai...
Kyun ki main nahi badal payi...-
Woh humare hisse ka waqt bhi
gin gin k dete hain ab hume,
Pata nahi waqt badla
ya jazbaat badal gaye,
Shayad alag alag karke
ya hum tum ek sath badal gaye.-
ज़माना वहीं है
बस लोग बदल गए है
हम तो वहीं पर है
बस आप बदल गए है-
Tum v to chale gaye sab ki tarah
Tumne v to chhor diya tanha mujhe sab ki tarah
Socha tha ab tum aae ho zindgi me to sab badal jaega
Par dekho na tum v badal gaye sab ki tarah. .-