Tujhse naraz hona itna mushkil q h
Tujhe bhul jana itna mushkil q h
Mohabbat beinteha h tujhse
Ye tujhe hi bta pana itna mushkil q h. .-
People will judge u on the basis of their understanding
But, only u know what u really are. .
-
Kehna tha mujhe
Rehna tha paas tumhare hi
Anjaam kya hta khabar nhi thi
Kitne sath or kitne khilaaf hote
Iski v fikar nhi thi
Bas sath tum hote
Chahat yhi thi
Par tumhe mnjur na tha shayd
Ye sath hmara
Fikar bhot thi auro ki tumhe
Shayd isliye jane diya mujhe
Itni asaani se tumne
Meri haalat ka andaaja v ni tumhe
Kitni raate or din intezar me gujare maine
Tumhare liye asaan tha chhorna mujhe
Par jaana, tumhe bhulna v kitna mushkil h
Ye andaaja v nhi tumhe. .-
Ye jo har waqt kehte ho
Waqt nhi milta jraa v
To ye btao waqt ki kami sach me hai
Ya waqt nikalna ni chahte. . ??
-
वैसे वैसे दुरियाँ बढ़ती गई
हम तुम्हारे पास आते रहे
और तुम हमसे दुरियाँ बनाते गए।
-
Jo pichhe chhut gye
Wo lamhe behadd haseen the
Tum the saath hmare
Hum kitne khushnaseeb the
Wo baatein tumhari
Wo yaadein sabhi
Jehan me tazaa hai ab v
Jaise baat ho kal ki hi. .-
Mujhe rokte q ho
Door ho k v paas hote q ho
Chhor to diya hai tumne mujhe
Tod diya hai hmara rishta v
Meri zindgi se door v ja rhe ho tum
Fir v dil me hi mere rehte q ho
Yun to kch khaas the tum
Dil ke sabse kareeb v tum hi
Kal tak to apne hi the tum
Fir aj ajnabi se lagte q ho
Baate tumhari sukoon deti hai aj v
Ek jhalak hi kaafi h tumhari
Fir na jane bechain v tum hi krte q ho
Or door ho k v paas tum hote q ho. .-