Ameer wo nhi,
jinke pass athal sampati hai
Balki wo hai,
Jinke paas apni maa baap ki seba
karne ke liye samay hai..
Ameer wo nehi,
jo roz hazaro lakho main khilta hai
Balki wo hai,
Bacho main bacho jaisa ho kar
khelta hai....
"Ameer wo hai
jo haar cheez main santusth ho...."-
Bhut kuch sikha deti hai
Ek boond,
Jo ek samundar bhi nahi sikha pata.....-
Lalach insaan nu laalchi bna dinda hai,
Aalas insaan nu aalsi bna dinda hai ,
Eh teh waqt da khel hai sara
Kise nu Ameer teh kise nu gareeb bna dinda hai....-
ये वो खुद्दार हैं जो भीख नहीं मांगते
इनसे भी कुछ खरीद लिया करो दोस्तों...-
Shukar hain ki
mout sab ko aati hain
Warna ameer toh mazak
udhatey hain ki gareeb
tha isliye mar geya-
Insaf ka takaza bhi ab mahdood ho gaya,
Ameero ke qareeb garibo se door ho gaya-
हर इंसान
दिल से अमीर और
पैसों से गरीब रहता है,
पर ये कभी समझ नहीं पाता है...-
वो इश्क़ के ऐसे सौदागर बनने निकले है..
हमे छोड़ अमीर बनने निकले है..
हम तो इश्क़ में गरीब बने बैठे है..-
Raaton Ko Sametkar So Jata Hai Gareeb Ameero Se Zyada Khudka Hifazat Rakhta Hai Mal-E-Daulat Ka Fiqr Nahi Usse Jo Milta Hai Usi Me Khush Ho Jata Hai
-