"Mein janta hun
ose yaad to Meri aata hoga,
kuch alfaz mere khilaf hi shi,
Gusse main aake sochta hoga,
mere ishq ke kisse woh mehfilon me batata hoga,
mein oska kaabil nhi ,
yeh khehkar khud ko wo manata hoga,
phir tanhai main
Mere wo tasbeer dekh ke
under hi under rota hoga,
mein janti hun
ose yaad toh Meri aata hoga❤️..."
-