Chahe jispe bhi bharosa karlo wo toh aakhir main tod ke hi jaata hain....
-
Ek din aisa bhi aayega ki tu mujhe yaad karega...
Ek din aisa bhi aayega ki tu mujhe yaad karega....
Par beta afsoos us din tu bohat pachtayega.....-
Wo tu hi hain naa khudaaa........
Jisne hume isss duniya main laaya hain!
Wo tu hi hain naa khudaaa.........
Jisne hum me kamiya aur khobiyan dono hi di hain!
Wo tu hi hain naa khudaaa........
Jisne hamari taqdeer e zindagi ko likha hain!
Wo tu hi hain na khudaa.....
Jo hamari har ache aur bure ki khabar rakhta hain!
In sab ke saath Wo bhi tu hi hain naa khuda.....
Jo hamari imtehaan lete hue a sab
chup chap bhait ke dekh raha hain.....!!!-
Jis tarah Apka Naam (Khushi) hai us tarah se Apka kirdar ho jaye ,
Bahna Ap jis jagah jaye waha khushiyan hi khushiyan aye ,
Or kash ke Aisa Waqt aye ke kabhi anjane me Apki is anjane bhai se Mulaqat ho jaye..
🤗💕💕💕💐💐💐-
Kabhi saccha pyaar paaya hai?
Haan meine paaya hai...
Dosti waala pyaar
Jisme na kabhi bichadte hain
Aur na kabhi alvida kehte hain
Dost toh bohot saare miljayenge
Lekin aise dost joh hamesha saath denge
Unko paana mushkil hai
Par yeh mushkil hui aasan mere liye...
Aise dost joh har waqt mujhe khush dekhna chahte hai
Aise dost joh din-bhar mere liye duaa maanga karte hai
Kehte hai ki har ek friend kamina hota hai
Par mere doston ki kaminepan mein bhi fikr hoti hai...
Kabhi-kabhi lagta hai ki
Pichle janam mein bohot acche kaam kiye hoge meine..
Kyunki tum jaise dost paana
aisa hai ki meine saare jahan ki khushiyan paa li...
#yaaaaahin😍😘
-
Kaash mai bhi kisi
shayar ki shayari hoti..
Koi mujpe bhi likhta ..
kuch aisi ashiqui hoti😍-