❤️Khan Zoya❤️   (❤️Zoya khan❤️)
1.2k Followers · 1.5k Following

Assalam Alaikum Everyone 😇

❤️ Happily engaged💍❤️
Joined 2 February 2021


Assalam Alaikum Everyone 😇

❤️ Happily engaged💍❤️
Joined 2 February 2021
8 SEP 2021 AT 14:25

Pata nahi kaisi jalan hain iss gamm ko mere hasne se......!
Jab bhi khul ke hasne lagti hoon toh rulake hi maanti hain......!🙂

-


13 SEP 2021 AT 21:20

.......

-


31 AUG 2021 AT 21:09

Aaj Humne badi khubsoorat se saja hain.!
A jhumka aapke liye pehna hain.!
A phool aapke liye laaye hain.!
Magar iss chehre pe noor nahi laa paaye....
Kyu ki wo noor toh
apko dekhne ke baad hi aati hain........!!

-


26 AUG 2021 AT 22:57

!::::::::::::::::::::::::::::::::::::::❥:::::::::::::::::::::::::::::::::::!
Teri tasveer dekhu mai muskura jau...........!
Ki teri tasveer dekhu mai muskura jau...........!
Haaye ab isss uljhan ko mai kaise sambhalu......!!!!❤️
!:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::❥::::::::::::::::::::::::::::::::::::!

-


22 AUG 2021 AT 20:49

Puri shiddat se maine tujhe apna bhai maana hain......!
Hamara rishta kabhi naa tute....!
Ki hamara a rishta kabhi naa tute.....!
Aise dua maine apni khuda se maanga hain...........!!!

-


25 JUL 2021 AT 20:41

❥................................................................................................................................❥
Bohat kam waqt main Kismat ki lakeere
hamare kuch iss tarah jud gaye hain ki........!
Yun lagta hain kuch barso ka rishta hain aapse.....❤️!!!!!
❥...................................................................................................................................❥

-


15 JUL 2021 AT 19:06

Aap bas muskurate rahiye janaab.............☺️................!
Kyu ki mere dil ko sukoon apki iss muskurahat se hi milta hain........!!!

-


13 JUL 2021 AT 13:46

❤️----Happy birthday meri jaan----❤️

-


10 JUL 2021 AT 16:31

A sajna sawarna toh mere bas ki baat nahi hain janaab.....!
Aapke aane se kambakht halaat itne badal gaye ki
" yun sajna sawarna hume acha lagne laga hain".....!!!

-


9 JUL 2021 AT 15:22

Wo tu hi hain naa khudaaa........
Jisne hume isss duniya main laaya hain!

Wo tu hi hain naa khudaaa.........
Jisne hum me kamiya aur khobiyan dono hi di hain!

Wo tu hi hain naa khudaaa........
Jisne hamari taqdeer e zindagi ko likha hain!

Wo tu hi hain na khudaa.....
Jo hamari har ache aur bure ki khabar rakhta hain!

In sab ke saath Wo bhi tu hi hain naa khuda.....
Jo hamari imtehaan lete hue a sab
chup chap bhait ke dekh raha hain.....!!!

-


Fetching ❤️Khan Zoya❤️ Quotes