.-
Ishq ne Ghalib nikamma kardiya
Varna admi ham bhi kaam ke the.
-Mirza Ghalib-
Duriyo Ki Parwah Na Kijiye,
Jab Dil Chahe Bula Lijye,
Hum Zyada Dur Nahi Aap Sey,
Bus Ankhon Ko Palko Se Mila Lijye।
--Mirza Ghalib sahab--
हमें इश्क हुआ
हम निकम्में भी हुए
बस मिर्जा गालिब न हुए !
न ढंग के शायर
न कोई अंदाज-ए-बयां
न वह रौनक !
मियां, गौर फरमाएं...!
हमें वो रास्ते कहां मालूम
जो मिर्जा ग़ालिब के हुए !!
-
मेरी किस्मत में ग़म गर इतने ना होते
दिल भी या रब कई दिए होते
आ ही जाता वो राह पर ‘ग़ालिब ’
कुछ दिन और भी जिए होते-
dard-e-Dozakh bhi
lutf-e-z-jannat bhi
Haaye kya cheez hai gaalib
ye mohabbat bhi
--mirza ghalib-
गुनाह किया था मोहब्बत कर के साहब...
शायद यही जमीं ये आसमां दर्द का है।।-
"गुनाह करके कहाँ जाओगे ग़ालिब
ये जमीं ये आसमा सब उसी का है"
-Mirza Galib-
तेरे लिखने में असर नहीं ग़ालिब,
मेरे पढ़ने में है, वरना लॉयल्टी
इतने बरसो तक नहीं मिलती !-
Hai akhir ye kaisi duniya?
Samajh na saki main?
Gunahun main liptti
Khataun se bhari,
Itni buri kyu hai ye duniya?
Samajh na saki main?
Aatay toh hai muqadas ban kay
Apne RAB ki ibadat karne
Jatay kyu hai badkaar ban kay?
Samajh na saki main?
Zinda hai toh qadar nahi
Mar jaye toh hum jaisa koi tha hi nahi
Itnay rang kyu badalti hai ye duniya?
Samajh na saki main?
Apni takleefein toh takleefay hai
Dusrun k dhukhun ka koi andaza hi nahi
Itni baidard kyu hai ye duniya?
Samajh na saki main?
Majburiyun ka yun mazak udati
Achayi ka dikhawa karti
Itni matlabi kyu hai ye duniya?
Samajh na saki main?-