"SPASHTI"
Meri kabitaayen padh key
Mujhey judge na kare...
Dard bhari daastayen hi likhey
Mera ye kalam, aur kuch na aaye...
Kabitaayen toh hai dardo ka alfaz
Bas hai ek khayalon ka mohtaz...
Nehi hai koi haqikat
Ismey na hai koi sadaqat....
Ye to bas tasavvur ka tabir hai
Ye bas khuwaabon ka afsana hai...
Par ye afsana mera nehi
Bas mera mansuba hai,
Uljhi hui jazbaat hai...
Suljhi hui alfazo mai.
-