ज़ुल्फों को नज़ाकत से हटाते हुए
मासूम सी मुस्कराहट लबों पे लिए हुए
अनजान थे तेरी इन अदाओं से-
इन ज़ुल्फों को लबों पे आ जाने दे
इन निगाहों में मेरा चेहरा बस जाने दे-
तेरे जिस्म की खुशबू से
हवाओं में शुमार आए
तेरी लहराती जुल्फों से
फिजा में बाहर आए
तू ही बता ऐसा क्या करूं मैं
कि मेरी वफाओं से
तेरे दिल को खुमार आए-
सुना है
आपकी लहराती जुल्फों ने
कत्ल बहुत सारे किए है
पर हमारी तरह आपकी
जुल्फों पर कोई मरा नहीं होगा-
Meri har saans me khud ko Bhar do
Apni har saans mere naam kar do,
Haq tumhare Jism pe bhi mera hai
Par is Haq se pehle apni Rooh mere naam kar do,
Aaj padhta hi jau'n tumhari Shayari apni awaaz me
Ae Farishto'n, Meri Shayera ke Haq me mera salaam kar do
Tum mere naam ko apni zubaa'n pe Takiya kalaam kar do
Aaj Izhaaar-e-mohabbat Sar-e-aam kar do !-
• • •
Meri shayari ko mukammal kar do,
Ek baar toh apni aawaaz mein padh do.
Mera wajood dooba hai andhero'n mein,
Mere andar bhi tum roshni ka rdo.
Tumhein Baandh loon zulf'on mein gulaab ki tarah,
Meri zindagi mein Gulaabi Rang Bhar do.
Jod ke apna naam mere naam ke aage,
Apne sath ko tum mera inaam kar do.
• • •-
Haan main tujhpe marne laga tha..
Ki teri bikhri zulfo me khone laga tha..,
Tere phale kajal sa hone laga tha..;
Par abb main sambhalne laga hoon..
Haan main tujhse pyaar karne laga tha..,
Ki teri ladkhadati baaton pe main phisalne laga tha..,
Teri Naadaniyon me apni khushiyan dhoondne laga tha..;
Haan maine jhooth kaha ki main sambhalne laga hoon...,
Teri Qayamat si khoobsurati par tabah hone laga hoon..,
Main marne laga hoon..;-
" Ke , Teri bikhri Zulfon me...Sulajh rahi hai Rooh meri..,
Meri Mohabbat ko Khuda karde aisi Roohaniyat teri..; "-
Iss toote dil ke kisi darar se ek aas si nikal jaati hai..
Abb har zakhm par iske teri parchai nazar aati hai...
Unn nazro ka kya jisne kiye the katilana humle humpar..
Unn hootho ka kya jinke alfaaz khanjar ki tarah dil me chubh jaati hai..
Aur un zulfon ka kya jo har dafa hume uljhaya karti hai..
Unn aansuo ka kya jo hamara dil bhigaya karti hai..-
Teri zulfon se tapakti boonden,
shabnam ke jhil-mil katre hain.
Jaise siaah raat ke reshon pe,
chamaktey sitaare bikhre hain.-