Ek nai kahani likhna chahati hu,
Tumhare sang ye jindgani jeena chahti hu,
Tumhare har sapne ka hissa bnna chahti hu,
Apne sab sapne tumhare sang pooray karna chahti hu,
Tumhari muskaan ki wajah bnna chahti hu,
Tumhare har aansu ko apne aanchal se pochna chahti hu,
Apni har khushi ko tumhare sang baantna chahti hu,
Tumhay duniya ki saari khushiyan dena chahti hu,
Tumhay apni rooh main basaana chahti hu,
Apne har ek lamhay main tumhara saath chahti hu,
Tumhari manzil bnna chahti hu,
Tumhay apni jindagi banana chahti hu,
Apni har dhadkan pr tumhara naam likhna chahti hu,
Tumhara pyaar paana chahti hu,
Main sirf tumhay chahti hu...
-