💞AFSARA SHAIKH💞   (Afsara)
921 Followers · 81 Following

read more
Joined 31 January 2018


read more
Joined 31 January 2018
11 FEB 2023 AT 16:20

Jawani tak sath nhi meri mohabbat
Ta Qayamat tak sath rahungi
Inshallah

-


4 AUG 2022 AT 12:48

Agar ham apna sapna pura karne ke liye mahenat nahi karenge to kisi aur ka sapna pura karne mai khud ko mitha denge

-


4 AUG 2022 AT 12:39

Log mujhe tab yaad karte hai
Jab unke apne sare busy ho

-


22 OCT 2021 AT 12:43

Ek waada apne aap se nibhana
Jaha galti na ho waha apna sar kabhi nahi jhuka na

-


9 OCT 2021 AT 6:32

Koi hamsa mile to batana
Ham khud aayenge use goli maarne

-


9 OCT 2021 AT 1:27

Pyar kya hai
Kabhi use se bhi pucho
Jisne pyar mai dill tuthne ke bawjud
Bhi kisi ka intezar kiya hai

-


28 JUL 2021 AT 11:58

Uske husan ki kya tareef karru mai.
Use dekhti ho ayese ke use nazar na lage

-


10 JUL 2021 AT 11:45

Jo rula kar mana le wo hai
pApA
Aur jo rula kar khud bhi aansu bahaye
Wo hai MAA

-


10 JUL 2021 AT 10:48

MAA
Bina kahe dill ki har baat samjh
Jaati hai wo sirf MAA hoti hai

-


9 JUL 2021 AT 3:31

Mai kisi ki brabari nahi karti
Mai jaisi bhi hoon bohot achi hoo

-


Fetching 💞AFSARA SHAIKH💞 Quotes