Zindagi me agar gam na hotaa to khushi ka koi kadar na hotaa
Andhera na hotaa to roshni ka koi kadar na hotaa
Aur agar koi bewafaa na hotaa to waffa ka koi kadar na hotaa.......-
9 JUN 2019 AT 22:39
22 JAN 2021 AT 23:37
Hazaar Baatein Kahe Zamana
Meri Waffa Pe Yaqeen Rakhna..!!
Meri Mohabbat Ki Zindagi Ko
Nazar Na Lag Jaye Iss Jahan Ki..
Ye Hi Sada Hai Dhadkte Dil Ki
Meri Sada Pe Yaqeen Rakhna
Hazaar Baatein Kahe Zamana
Meri Waffa Pe Yaqeen Rakhna..!!-