Salaam Ya Hussain..
Labon se laga kar paani qarbala
Ki pyaas yaad rakhna,
Ai momino suno Shaheed-e-Azam
Husain ki qurbani yaad rakhna.
Bibi jainab Rz ke bhaiyee yaad rakhna,
Hazrat Abbas ki wafadaari yaad rakhna,
Bhoolne lago khud ko tum to
Muslim bin Aqeel ki sipasalari yaad rakhna,
Bimari sataye gar tumhe to
Bibi sugra ki bimari yaad rakhna.
-
Na lekar jawo laasha mere baba ka
Zainab A.s ye kahti rahi,nam ankhon
Se kaisi ye judai huyee.
Kahti thi zainab A.s Bhayee se aaj main
Yateem ho gayi,shafqat ki chadar se
Be-parda huyee,aaj baba ki ladli
tanha rah gayi, zainab a.s kahte kahte
Sadme se nidhal hogayi,Baba ki
Ladli ammi ki jaan aaj ansuon me
Bah gayi, koi shai ho jo dil ko taskeen
Ho,gam ki bijliya ahle bait pe hai giri.
Ya Ali ya Ali shor hai koofa ki har gali.-
Bhayee ko diya wada kya khoob
nibhaya hai Bibi Zainab Rz ne.
Darbaar e shaam me lakhte jigar
Imam-e-Hussain ko bachaya hai
Aap ne...-
शाख़ों को रोशनी से आबाद करने कीं चाह में
शजर दफ़नाते रहें ख़्वाहिशें मिट्टी की सियाह में-
Soorat-e-yaar se thagaya gaya hoon main
Maloom na tha dil siyah hoga.-
Naaras dazun qubool chum nih
Tharrr chem yeth panas vathaan...
Anjaam agr mai pta chu,
Gonah travin sakh kyazih chum gassan ???-
कुछ लिखा मैंने फिर मिटा दिया,
कुछ मिटे हुए लफ़्ज़ों को ढूंढा कुरेद कर
और सीले हुए काग़ज़ में दबा दिया।
अरमान मौसम का लिखें आज
या इस मिरागी मन का ,
क़लम दाँत में दबाई और
सियाह रोशनाई को ही फर्श पे बिखरा दिया।
छाप दिये क़दम एक एक कर उसपर
पर बरसात के पानी ने खिड़की से
भीतर आ हर निशां बहा दिया।
कुछ लिखा मैंने फ़िर मिटा दिया।
-
अब इन निग़ाहों में नही जचती,
ये ज़माने की रंगीनियाँ ..
अब सुकूनियत तो,
सिर्फ "सियाह" में है-