Wo lamhe bhot khas hoti hain...
Wo pal bhot apna lagti hai...
Jab koi sirf yaadon mai nahi
Hakikat main mujhe ahesas dilati hai
"Sang hu tere"
Hazaron dukh ke dariya par karenge "Hum"...
"Sang hu tere"
-
मुझे वो उतनी बार चाहिए,
जितनी बार मैंने उसे अपने रब से मांगा है।-
Tujhe Sonchta hu mai sham o subha Essey Zyada tujhe aur chaahu To kya?!
-
Kya kahu kya haal hote hai
Ghusse me jab wo laal hote hai..
Na sunte hai wo ek bhi meri
Nakhre to wo hazaar karte hai..
Bhuli baate sab yaad dilakar
Taane wo behisaab kaste hai..
Karte hai sitam kuch ese fir woH
Khamosh rehkar swaal karte hai..
Jee bhar ke jab ye daant lete hai
Baaho me fir ye samet lete hai..
Suno!Babu!Shona!Jaanu!Laddu!
Paintre fir wo hazaar karte hai..
Na karenge ab esa maan jao na babu!
Kehkar yun fir mutmaeen karte hai..
Ladte jhgadte haste khilkhilate
Hum tum jo yun sang Rehte hai..-
Pagal aur Premi me kuch jada farak nhi,
Shabd alag hai.
Jab ki dono ka aagaz Pyaar se hi hota hai.-
Wo haqiqat mai na sahi
Pr sapno mai jarur aati hai ......
Jhan gale se lga ke
Mujhe apna bnati hai.....
Hr dard door ho jata hai
Unki baahon me.....
Bs yun hi chalna chahte hai
Sang unke in raahon me...
-
Tujhe sochta hu mae shamo subha ESE zyada tujhe or cahu to kya; tere he khayalo mae duba rahu ese zyada or cahu to kya; bs sare gam mae jana sang hu tere har ek maosam mae Jana sang hu tere ab etne intaha bhi na le mere, aaaaaaaaahhaaaaa sanghu tere aaaaaaaaahhhhhaaaaaaas sang hu tere
-