And with the birth of 'Him'
The mother who was killed several times
was also finally born..-
वक़्त आने पर तो खुद की रूह भी साथ छोड़ जाती है, और जनाब आप ,लोगो से उम्मीद लगा के रक्खें है!
-
दर्द ने दर्द से शिकायत की है।
कि.....
यूं दर्द न दिया करो...
तकलीफ किसी "अपने"
को ही होती हैं।
😔😔😔
-
Kabhi sochi na thi kuch yun
dua qubool hogi meri
maine toh dua me apni mohabbat mangi thi
kya pata tha rab ko bhi humari judai hi gabara hogi-
भागते बचपन में भी थे
भागते आज भी है !
Bag वही है -
बस अंदर का सामान बदल गया !-
Ek waqt tha jab tumhare sath khud ko mehfooz samjhte the,
Ek waqt tha jab tere hatho ki lakeero me khud ko dhundte the,
Bahut Acha Lagta tha sath tumhara,
Jab mere kandhe pe tum apna hath rakhte the,
Pata nhi kya tha us haseen Safar me,
Jo ghante tere sath Chala karte the,
Ek waqt tha jab Teri laparwahi ko bhi Parwah samjhte the,
Shikayat yahi hai ab sayad, jitni mohabbat Tujhse ki Uske Tum Kabil nahi the,
Teri berukhi Ne Sikha Diye wo Sabak Jo Meri Galti Ke haq me Aate the,
Ek Waqt tha jab teri Banayi Hui duriyon ko bhi Nazdeekiya samajhte the,
Kyu basaya Tune Mujhe Apne Dil Me, Jab Hum Tere layak hi Nahi the,
Jab Mil Jate tujhe behtar Mujhse To ye Khwab Sajaye hi kyu the,
Jab Karte The Ibadat Meri To Kyu Mujhe Badnaam Kiya Karte The,
Ek Waqt tha Jab Tujh par Apna Haq samajhte the,
Lo kar diya Azaad Jinhe Bandishon Me Rakhte the..!-
अकेली हूँ पर जिंदगी से कोई
शिक़वा नहीं है मुझे
बस कभी कभी ये अकेलापन
रात के आंसू बन नदीया बहा देता है-