सारे जहाँ में देखो मुहर्रम की धूम है,
ऐसा कहाँ मिलेगा महीना हुसैन का!-
Mein kashmir ka hun mere aakhon ne bhi jinaze dekhay hai
Kya kuch kam nahi hai aurat pe bhi jabr karte dekhay hai
Kuch masoom jo phool ke tarah pehlay the godi mein
Ab unke walidain kay hatho mein sirf khilone dekhay hai
Humein aseer banaya hum se zaida fauj e jafa neh
humne azkhud zameen kay wariso ko Katay hue dekhay hai
humein lay jaya gaya kabhi sham tou kabhi tihaar
hum ne sabar shukr kay sath zindaan dekhay hai
hum ne Karbala se milti julti kahani dekh kar pher
hum ne khamoosh yazeedi ko kufru kay sath dekhay hai
Yazeed hai bhi maloom pher bhi unay dost rakh kay
Hum ne furu-e-deen ke behurmati pahado mein dekhay hai-
ना जाने क्यों आँखें हो रही है नम!
लगता है गम-ए-हुसैन (अ.स.) का महीना करीब है।-
Karbala kay maidan mein humne paaya ghafil
Kuch ayate shaheed hui jinka maane hussain tha
-
Islam ka naya saal mubarak ho…
Allah iss naye saal ko Ummat e Muhammadiya ke liye
khair o barkar aur
Afiyat ka zariya banai!
{Ameen}-
मत तौल नाबीना आँखों से वतन-परस्ती मेरी,
हम ने ग़म-ए-हुसैन में भी तिरंगा लहराया है।
مت تول نابینا آنکھوں سے وطن پرستی میری,
ہم نے غم حسین میں بھی ترنگا لہرایا ہے !!-
जिसका रहबर हो यज़ीद, वह क्या जाने ये कर्बला क्या है,
हुसैन के दिवानों से पूछो, इब्न-ए-अली का मर्तबा क्या है।
جس کا رہبر ہو یزید, وہ کیا جانے یہ کربلا کیا ہے,,
حسین کے دیوانوں سے پوچھو, ابن علی کا مرتبہ کیا ہے।-
जहाँ गिरा लहू हुसैन का, वह गीली मिट्टी मुझे बुलाती है,
दस मोहर्रम को प्यास कर्बल की, मुझे हर बार रुलाती है!
جہاں گرا لہو حسین کا, وہ گیلی مٹی مجھے بلاتی ہے,
دس محرم کو پیاس کربل کی, مجھ ہر بار رلاتی ہے !!-
weeping sky, thirst clouds, suffered souls, And still righteous stands⎯
if I forget those nights of Ahl al-Bayt (عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ),
Allah forbids, I should never see a day ahead!
-