तीसरी लहर कब आएगी .. ?
तीसरी लहर कब आएगी .. ?
लोग ऐसे पूछ रहे हैं ..
जैसे महामारी नहीं
बुलेट का नया मॉडल लॉन्च
हो रहा है ... 🙈😂-
बस कहने से मुकम्मल हो जाए
ये कोई मजाक है क्या
जनाब ये जो इश्क है
तुम्हारे बाप की जायदाद है क्या-
अल्लाह ने परवेज मुशर्रफ को बुलाया है, वो खुदा के पास भी परमाणु बम लेकर आया है, कह रहा दगा देंगे हम
खुदा ने भी पूछा.............. कितनो को दगाया है अभी तक-
हर खता हमसे ही तो हुई है...
तुम तो मजक में अपनी हर बात टाल दिया करती थी...-
एक लड़की ने मेरे freind ko I love you bola
Mera friend gaav ka देशी छोरा...!
U khis ee love kaa aai....?
Ladki bolti hai, love tum ho
Tab mera freind bolta hai, ऐ हम love sab na अहन ham rohit अहन रोहित urf (khnna) bhg ja nhi ta abhinai ptk deb ta mri jbe कऔरहि🤣😂🤣😂 hmka love live btabai aai ही-
zinadagi se harkar jana kha h.
tum ye btao khushiyo ka thikana kaha hai.
preshaniyan to mil jati hai har din..
tum ye btao itni takleefein lekar jana kaha h..
kya hai koi shks jise pareshaniyan na ho..
tum bas mujhe ye batao maikhana kaha hai..
yoon na haro zindagi ki takleefo se yaro..
tumhare liye khushiyon ka khajana lana kaha h..
tumhari liye rakhi hai maine zindagi ki sari khushiyan..
tum bs ye to btao aana kaha h-
Kbi kbi aapni feeling sabko batana apne zindagi ka mjk bnana hota h ......
-
Naam hi kya nishaN hi kya khaab O khyaal ho gaye
Teri misaal de ke hum teri misaal ho gaye
Saya E zaat say bhi rum, aks E sifaat se bhi rum
Dasht E ghazal main aa ke dekh hum to ghazaal ho gaye
Kitne hi nashsha-ha-E-zouq, kitne hi jazba-ha-E-shouq
Rasm E tapaak E yaar se ru ba zawaal ho gaye
Ishq hai apna paidaar, us ki wafa hai ustawaar
Hum to halaak e warzish E farz E mahaal ho gaye
Kaise zameeN parast the ahd E wafa ke paasdaar
UR kar bulandyun meiN hum, Gard E malaal ho gaye
Qurb E jamaal aur hum, Aish E wisaal aur hum ?
HaaN ye hua K sakin E shahr E jamaal ho gaye
Jadaa E shouq main paRa Qahat E ghubar E karwaN
WaaN ke shajar to sar ba sar dast E sawaal ho gaye
Kaun sa qafila hai yeh jis ke jaras ka hai yeh shor
Main to niDhal hogaya hum to niDhal hogaye
khaar ba khaar gul ba gul, fasl E bahaar aa gayi
Fasl E bahaar aa gayi , zakhum bahaal ho gaye
Shor uTha magar tujhy lazat E gosh to milii
Khoon bahaa magar teray hath to laal ho gaye
Hum nafasaan E waz’a-daar, mustam’aaan E burd baar
Hum to tumharay waastay ek wabaal ho gaye
‘Joan’ karoge kab talak apna misalia talash
Ab kayi hijr hogaye, ab kayi saal hogaye-