Tere naam par aaj bhi wo hi haal hai mera
Chaunk kar har taraf yun tujhko dekhna mera-
15 SEP 2020 AT 15:56
16 SEP 2020 AT 20:56
Dur ho gaya kai baar milkr uss sey
Yaad uski phir se mila deti h mujhe uss sey-
24 AUG 2020 AT 0:50
Intezar ki har hadd se guzar gaya hun mai
Dekh sabr kar kar ke thak gaya hun mai
Ab tere waadey ko mai alvida keh dun
Ummid ke bojh taley dab gaya hun mai-
16 SEP 2020 AT 20:54
Kitni haseen justuju e zindagi
hai meri
Usey chahna usey paana
usmey hi kho jaana-
24 AUG 2020 AT 15:12
Aankhon ki naadiyan badi
bhari hai padti
Yeh sab kuch bayan krti
hai khamosh reh kar bhi-
24 AUG 2020 AT 1:01
Yeh masuam dhuan dhuan saa hai
Dard ismen dhaka dhaka saa hai
Koi dekh len na chehra dard kaa
Issliye lagta mujhe yeh apna saa hai-
26 JUL 2020 AT 13:54
Yu hr gali me yaar bnana kya kaam aayega
Ab aakhri safar pr banda akela hi jayega-