torts की किताब लेकर हवाओं मै बैठ कर, जवाबो को खोज कर , और खुद को खो कर पाया है सबसे और खुद से एक ही जवाब , की जाना है एक दिन सबने जनाब।
-
न जाने किस कानून में बंधे थे,
हाँथो में नोट लिए
रिश्वत के तले दबे थे।-
यही तो कुदरत का क़ानून है
रेत एक जगह टिक सकता नहीं
इन्सान को फिसलने कि इजाज़त नही-
आज के कलियुग मे
तो सिर्फ कर्म ही
इनसाफ दिलाते हे,
अगर कानून के सहारे
बैेठोगे तो अदालत
भी बिकाऊ हे ।-
Taareekhon ke dher mein
Ummeedon ne dum tod diya
Aye zamaane tere insaaf ne
Masoomon kaa saath chhod diya
Tarazu ki hifaazat karne waale
Tolne ka tareekaa hi bhul gaye
Naainsaafi ka palra to pehle hi bhaari tha
Wo usimein aakhen moond ke so gae
Kanoon ki aankhon pe patti baandh
Insaaf ka chalaa rahe karobaar
Choron ke haath thamaa ke ghar ki chaabi
Hum khud ban gaye gunehgaar
-
काश क़ानून में ये रश्म बना दी जाए,
चाय जो ना पीए उसको सज़ा दी जाए-
Khidki ke uss par dekho toh har waqt Badal rahi hey....
Kabhi dhoop tej hey toh kabhi halki si chaw bhi hey...jese bhuka pet or insaan ki hinsak pravriti
Mousam toh sirf badal raha tha par iss samaj ke bojh tale insaan dab ja raha hey....
Iss dharti or bhaichara ke kanoon ke tehat kuch nayak aur mahanayak bhawanao ko samjhne ki koshish kar rahey they....jo log sirf jinda lash they...or koi nahi....-
जिंदगी से निकाल भी दिया,
दिल से कैसे निकालोगे?
सुना है कानून ने भी,
किरायेदारों के हक में फैसले सुनाए हैं।-