MAI AAJ MAI HOKAR JINA CHAHUNGI
bina kisi safar , na hi kisi manzil ki ek rasta ban naa chahungi 💫
kahi door kisi jangalon me jivan bitana chahungi💌
ek zindgi jeena chahti hoon bina rishton or rivaazon ki📿
door kahi aasmaano me girte jharne me khona chahungi 🧚♀️
tere man ko mai apni nigaahon se pdhna chahungi 👀👣
mai aaj "mai" hokar jina chahungi......💘✍
-