हस्ते रहोगे तो दुनिया साथ हैं वरना,,
आँसुओं को तो आँखों में भी जगह नहीं मिलती..-
क्यूं दर्द दर्द करता है
यहाँ सबको मिला है दर्द
किसी को अपनों ने दिया है
तो किसी को खुद से मिला है ये दर्द
इस दर्द की कहानी ना सुना किसी को
क्योंकि यहाँ हर हस्ते चेहरे के पीछे छिपा है दर्द ।।-
Jab dekha maine kuch logo ko haste hue,
Mai kuch hairan tha, man me mere ek sawal tha.
Unke haste chehro me kuch to fareb tha,
Har ek chehre par jo muskan thi,
Uske piche Sayd gum ki koi to bat thi.-
Meri subha ka pehla khayal tum the
Raaton ki khwaish tum the
Meri neendo ka khwab tum the
Haste chehre ki muskaan tum the
Rou toh mere aasu tum the
Meri zindagi ka bharosa tum the
Mujhe poora krne wala adhoora hissa tum the
Jo bayaan kr de mujhe vo kissa tum the
Aankho ki chamak dil ki dhadkan tum the
Meri zindagi ka toh bharosa tum the-
आज दुनिया से हमारी हँसी देखी नही जाती,
और हमारी आँखों को आँखों से नमी देखी नही जाती ।
-
Ishq, ibaadat aur reham ki kaamna
hum nahi krte janab,
Hum to vo phool ki kali hai,
Jo agar murjhaye to kayamat aa jaye,
Haste chehro ki muskurate gayab ho jaye,
Sote hue ki neende haram ho jaye,
Aur phoolo ke bageeche sunsaan ho jaye.-