kabhi agge to kabhi pichee hoti h
Kabhi choti si to kabhi
bahat badii hoti h...
parr jesii bhi hoti h,,
hamara parchaii kabhi
hamara sath nehi choodti h..
Koi tumhara sath ho na ho kabhi
khud ko akela mat samajhna
Kyu ki ye parchaii hi h
jo tumhara sachha dost h ..
-