बारिश की बूंदे - 3
और मिट्टी की खुशबु - 4
पकौड़ा संग चाय - 3
बनाले तू - 2-
Baat teri muskaan ki ho
Toh kya kehna
Baarish ki mausam me
Chai aur pakode ho
Toh kya kehna
Agar tum mere saath ho
Baarish ki mausam ho
Saamne chai aur pakode ho
Toh fir kya kehna-
How does it feel to sit and flow from the head of the most powerful entity of this universe (Shiva) ?
Is it really easy to fit into any condition or you’re too afraid to tell your story?
Btw, thanks for showing me that chai-pakora are the only example of true love story in this current world.-
बरसात का मौसम, चाय की प्याली
What a nice combination with पकौड़े की थाली..!😊🤭🙈-
Baarish ki ye ek kahani hai..
Chehre pe muskan lati hai jab ye bhiga deti hai,
Aam aadmi ke liye musibat ban jaati hai jab ye hadh se zyada ho jaati hai,
Aur kisano ke liye aafat ban jaati hai jab ye barasne ka naam he nahi leti hai..!
Baarish toh apne marziyon ka maalik hai..
Jab chahe chali aati hai,
Jab chahe chali jaati hai..!!-