Us Ne Bhi Fir Palat Kar Dekha Nahin Mujhe...
Mein Bhi Ana Parast Thi Aawaz Tak Na Di...-
Har Ek Pal Ab Yahi Dar Laga Hua Hai Mujhe...
kahin Mein Kho Na Dun Tujhe Apni Ana Parasti Me...-
Jo Sirf Apni Ana Ka Shikar Hoga
Wo Hamesha Khud ko Tanha Mehsoos Karega-
Tum jo bichhde to ye jaana, jaan se jaana kya hota hai.
Hamse poochho khud hi khud ka, sog manana kya hota hai.
.
Tumko bichhadta dekh rahe hain, phir bhi hasste jaate hain.
Iss se ziyada Maut pe apni, jashn manana kya hota hai?
.
Tumko yaqee'n hi hampe nhi hai, aur agar hai to phir ye.
Agar magar ka jhagda kaisa? Shart lagana kya hota hai?
.
Maida'n chhod k bhaagne waalo'n, tum ham ko batlaogey?
Dasht me aana, aur phirr aa karr, pair jamaana kya hota hai?
.
Jiss din ham maidaan me uttrey, uss din duniya samjhegi.
Dasht ssajaana kya hai orr, talwaar uthana kya hota hai.
.
Karb-o-Bala se seekhe hain ham, Baatil se takra jaana.
Hamko Kaun sikhayega Haq parr, sir ka Katana kya hota hai?
.
Hamko hawa-e-gham Le doobey? Ham koi aam charaagh hain kya?
Ham toofaan ko aag laga de'n, bujhna bujhana kya hota hai?
Sabr-o-jalaal ka markaz ham hain, hamko hai maaloom aye dost.
Jab Ghussa hadd se barh jaye, tab muskana kya hota hai.
.
Khaab se jaago hosh me aao, FAISAL Duniya ko samjho.
You'nhi kisi ko keh Dene se, jaana'n jaana'n kya hota hai?-
انا پرستوں کی جماعت میں ہم بھی بادشاہ ہیں
جو ہم سے حسد و جلن رکھتے ہیں ہم اُن کو نظر انداز کرتے ہیں
Ana parasto ki jamat me hum bhi badshah Hain
Jo hum se hasad jalan rakhte Hain hum un ko nazar Andaz karte hain-
میں اِنتہاٸی انا پَرست ہوں جناب میں نے تو کبھی؛
بات کی پِہل اپنے مَن پسند شَخص سے بھی نہیں کی!-
Anaparast samjhne lage wo log jo kabhi apne waqt me hamare twaf kara krte the,meri ana bhi kuch aisi ki maine bhi un maujo se nazre milane ko ab gawara nhi samjha.
-
Is mitti se bane hain
Is mitti par rehte hain
Or isi mitti mai ek din mil jana hai
Phir kis baat ka guroor hai..
Wahan to har shakhs mitti mai daba hai
chahe ,bada ho ya chhota,ameer ho ya gareeb,khubsrat ho ya badsurat ..-
Anaparast nahi hun
bus ab kisi se baat karna accha nahi lagta
ya ye kahe k hakikat mai ab koi apna nahi lagta-
Teri Ye Ada Hayat , ishq Ki Kahaani Hai .
Ana Parast Nahi , Kisi Ki Tu Diwani Hai ..-