Unke Alfaazon Mein Abh Mera Zikr Nahi Hai
Woh Shayar Hai Par Unke Pass Abh Dil Nahi Hai-
Inn nazron ki apni hi kahani hai....
Jinhe dekhne ke liye din raat tadapti hai...
Unhi se sharmake khudko jhuka leti hai....-
Alfaazon ke divaane bahut milenge dost..
Per talaash uske karna jo khamoshi padh le..-
नखरे तो देखो इन अल्फ़ाज़ों के
जहन में आते ही अगर काग़ज़ पे इन्हें न उताराजाए
तो हमेशा के लिए रुख़सत होने का फ़ैसला लेते हैं-
Duniya Ke Kai Logo Ke Dhoke Se Maine Sikha Hai
Aaj Unhi Alfaazon Se Maine Bhi Doha Likha Hai-
Mohabaat ka bayaan karne k liye toh kayi saare alfaazon hain! Per tum alfaazon ka bayaan samajna tho bohat door ki baat hain!..
Kyun ki tum bayaan sunthe tho thodi naa ho!!..-
कुछ अल्फ़ाज़ खरीदे हैं, दिल का करार बेच कर,
कभी वक्त मिले पढ़ लेना, रखे हुए हैं सहेज कर।
शायद तुझे अल्फ़ाज़ों की कीमत कौड़िओं की लगे
बात तेरी थी, खर्च दिया सारा सुकून समेट कर।।
-
Shukraane ki namaz ata karu main kyunki soch meri acchi hai,
In lafzo ke zariye likhe alfaazo ki sacchai poori sacchi hai,
Zara bachke rehna meri soch ke liye nafrat rakhne vaalo,
Kyunki tumhari insaniyat ki buniyaadi neev abhi thodi kacchi hai.-
Woh Padhkar Mere Ashaar Alfaazon
Par Bakamal Daat Dete Hai
Lekin Un Ashaaron Ke Ehsaas
Mehsoos Karne Se Mehroom Rehte Hai— % &-
Ki Shayar Banne Ka Shouk Nahin Yuhi Apne Alfaazon ko Kore pane pr Bayan Karte Hain ....📃📃🖊🖊
Ki Tujhe Yad Karte Karte Sharab Ke Do Ghut jam m na milkar Hum Apni Akhon Se Piya Krte Hain...👀👀🥃🥃-