Dillagi
-
अखलाक से ही पहेचान होती है इंसानो की
महेंगे कपडे तो पुतले भी पहनते है दुकानों में-
Achhi Soorat Ho Na Ho, Par Achhe Akhlaq Ho,
Aapko Shayad Na Ho, Par Shayad Kisiko Aapki Talash Ho..-
Insaaniyat
Bahut Bada
Khazana Hai
Usey Libaas
Me Nhi
Insaan Me
Talaash Karo..!!-
बेटी के लिबास पर उंगली उठाने वालों, अपने बेटों के
अख़लाक भी सुधारों।-
"Zubaan Ko mazhab na do
Inhe Baaghi rehne do
Ya phir Urdu mein mantra,
Sanksrit mein dua padhke dekho
Woh samajhta hai har Zubaan
..aur khamoshi bhi
Na ho yaqeen to,
kisi bezubaan se milke dekho"
-
Ae logo...
Jo aajiz hota hai
Wo pehle Rab ka
Phir sabka
Aziz hota hai...-
"आशआर मेरे,
इस ज़हन में टिक नहीं पाते हैं।
ख़्याल के साथ आतें हैं,
ख़्याल के साथ चले जातें हैं।
हाँ, कभी इन्हें काग़ज़ की सड़क
दिखा दूँ तो,
जाते हुए अपने क़दमों के निशां
छोड़ जाते हैं।"-