Kisi ko kuch kaheney se paheley ,
Hammey khud ko oski jagah rakh
kr dekh lena chahiye ..............,
K kahi hamarey alfaaz ....................,
Kisi kamaan ki tir ki tarha oskey
dill k AAR - PAAR na ho jaai ...-
कहती हो शीशे की तरह आर पार हो
फ़िर भी बहुतों की समझ से बाहर हो
क्योंकि तुम लड़की बेहिसाब हो
दिल और दिमाग के शतरंज की तुम्हीं रानी हो
आ जी दिखने में हूर और इस दिल की तुम्हीं आफ़त हो
बस इसीलिए तुम लड़की बहुतों की समझ से बाहर हो।।
❤️(अल्फाज़ - ए - रोहित)❤️-
Agar kisi ke aar paar jhakna chahte ho
To unko....jaise hai waise hi rehne do
Mehendi ka asli rang bhi.... tabhi dikhta hai
Jab usse jaise hai waise hi rehne diya jaye-
Ye Chin ab Tu he bata de iss Sarhad
Ke liye kis Hadd tak jayega
Teri Juthi Shaan ka Gulistan
Ye Bharat he Mitayega
Agar Yudh hua toh phir
Pakistan bhi nhi Bach payega
-
आज
आर अोर पार होतां देखा है,
चाहने वालो का प्यार होता देखा है,
मेरी हंसी भी बोली,
अब मेरी अादत डाल ले,
तुझें अब तक बहुत रोता देखा है,
तुझे अब तक बहुत रोता देखा है......-
Kbhi aar h kabhi paar h,
Ye zindagi baram baar h
Na aas h na paas h,
Tu saath hoke bhi
Kisi aur ke paas h.-
Kbhi aar h kabhi paar h,
Ye zindagi baram baar h
Na aas h na paas h,
Tu saath hoke bhi
Bs ek ehsaas h.-
Sheeshe ki tarah aar paar hu,,,
Fir bhi bahuto ki samajh se bahar hu...😊❤️-