Aaj vo talabgaar saa lgaa hame
kuch iss tarah ranj-o-mehnat mei dikha
Ab har koi toh samjhta nhin ghairat-e-jazbaat
Kuch iss tarah bulbul-e-betaab sur mila
Usko humse kya tha marz
Bas itna sa hi hua tha karz
Gero se jo nibhaye apne farz
Khuda se vahi lagaye apni arz-
Mai to aajaun tujhse milne ko
kiya karun Ghairat ke pair jalte hai..
Farmabardar | #Bg | #Magaramachchh
-
"Self respect is what makes a man man. A man without self-respect is not a man at all!"
-
Zamana e haal mein ..
Ghairatmandi ek aisa bojh hai jo dusro ki kotahi ko bhi apne zimme daal leti hai..
Aur,
Beghairati ek aisi azadi hai jo apni kotahi ko bhi dusre ke sar daal deti hai.....-
Ghairat hogi agar tune jara si bhi mujhe jaan ne ki koshish ki toh,
Uss jara si baat se hi mere pyar ki sachi kimat mujhe mil jayegi..-
हलाल
एक बूढ़ा गिद्ध
बच्चों और नौजवान गिद्धों को
समझा रहा था और अपनी ज़िंदगी के
तजुर्बात से आगाह कर रहा था कि
किसी भी मुर्दार को खाने से पहले
यह ज़रूर मालूम कर लेना कि
मरने वाला
शर्म और ग़ैरत जैसी किसी
बीमारी में तो मुबतिला नहीं था
इस के अलावा बाक़ी सब कुछ
तुम्हारे लिए जायज़ और हलाल है।-