Kuch log ghairat ke sheher se door kisi gaon me rehte hain...
Jahan ache logon ki koi izzat nahi hoti aur na achayi ka koi asar hota hai,
Aur wahan bure logon se koi nafrat nahi hoti aur na burayi ka koi asar hota hai....-
What is a life test(azmaish)?
It is a situation where your heart and brain both disagree but you still manage to handle it with pateince...-
Don't take any feeling, person or thing to heart.....
Because everything will break you apart ..
Only the thought of Allah is going to heal and grow your heart ....❤️-
Zamana e haal mein ..
Ghairatmandi ek aisa bojh hai jo dusro ki kotahi ko bhi apne zimme daal leti hai..
Aur,
Beghairati ek aisi azadi hai jo apni kotahi ko bhi dusre ke sar daal deti hai.....-
Ab aisa lagta hai ke bas
Zindagi guzar rahi hai
Waqt nikalta ja raha hai
Koi maqsad nahii
Kuch hasil nahii
Kuch khona nahii
Kuch paana nahii
Koi qauf nahii
Kisi se mohobbat nahii
Koi mera nahii
Mai kisi ka nahii..............-
Set your own boundaries,
The world exploites people with softness or no boundaries.....-
Less bother about " what the world think about you",
And More of the comfort you find within yourself ....-
Its good to have a shade lesser in color tone,
So you can filter the people around,
Those get struck so far who don't bother with soul...-
Change the perspective towards life,
Changes the attitude to survive-