Life of this world (Dunya) and the hereafter (Aakhirah)!
(Read in caption)-
Keep your expectations from ALLAH....
He is the one who never disappoint you....-
My Prophet lives in simplicity, he doesn't celebrate his birthday or anyone else....
Why we muslims hurt him by doing the noises,jashn and the other things?
He is happy when we recite durood shareef upon him....-
••••••••••
Ek aur saal hm Youm-e-akhir
ke nazdeek a gye
Khuda khair kare hm sb ki..!!
••••••••••-
In أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
لَقَدۡ كُنۡتَ فِىۡ غَفۡلَةٍ مِّنۡ هٰذَا فَكَشَفۡنَا عَنۡكَ غِطَآءَكَ فَبَصَرُكَ الۡيَوۡمَ حَدِيۡدٌ ۞
وَنُفِخَ فِى الصُّوۡرِ ؕ ذٰ لِكَ يَوۡمُ الۡوَعِيۡدِ ۞
-
۞ Hadees: Mustawrid (R.A) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Duniya ki Misaal Aakhirat ke Muqable me Aisee hai Jaisey Tum me se Koi Apni Ungli Samandar me Daley Phir Dekhey ki Kitna Paani Uski Ungli me Lagta hai.”
[Sunan Ibn Majah, Vol-3, 989-Sahih]
-
जब हश्र-मैदान में परेशां रहूं तनहा
आजाना हिफ़ाज़त में , या मेरे रसूलुल्लाह
मौत मेरे सर पर हो , नहीं परवाह
कलमा मेरे ज़ुबान पर आ जाये, या रसूलुल्लाह ||-
۞ Allah Ta’ala Quran-e-Kareem me farmata hai:
❝ Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss Duniya me hi de de, Aise Logon ka Aakhirat me koi hissa nahi hai aur Baaz iss tarah Dua karte hai ke, Aye Hamare Rab! Tu hume apni Neymat se iss Duniya me bhi Nawaaz de aur Aakhirat me bhi apni meharbaani se ata farma aur Dozakh ke azaab se bhi najaat De, inhi logon ke liye unke nek kaamon ka bada hissa taiyaar hai aur Allah bahot jald hisaab karne waala hai. ❞
📕 Surah Baqrah 2:200-202
-
Akhirah (Hereafter)
Is Beautified By Deeds
And Duniya
Is Beautified By Desires..😇-