آج یتیموں کے باپ کو مارا گیا
میرے رسول (ص) کے یاور کو مارا گیا
جس کو کوئی جنگ میں مار نہ سکا
آج وہ شیر سجدے میں مارا گیا
تارے بھی اداس ہے امت بھی رورہی ہے
کہ آج ہمارا مرشد مارا گیا
LANATUALLAHA ALA ADAEKA E YA ALI (as)-
NAA JAANE KYU
GHAMGEEN HAI
FIZAIYE...
LAGTA HAI UMMAT KI
YATEEMI
KAREEB HAI ...
-
KISKI MAJAAL THI KI
ALI (AS) KO HAATH
BHI LAGAYE
MULJIM (LA) NE BHI
PASE PUSHTH
ZARB LAGAYI-
While the world went to sleep with their families after Iftar, One man would walk in the breeze of the night, with breads & dates on his Shoulders.
Why? To Feed the orphans, to comfort them, to be their father.
HE WAS THE LION OF GOD.
HE WAS ALI a.s IBNE ABUTALIB a.s-
Hasan Hussain ka baba lahu me dooba hai
Hamara qibla O kaba lahu me dooba hai.
.
Ana yateem k narro se goonjti hai Fiza.
Har ek yateem ka baba Lahu me dooba hai.
.
Aye roza-daaro bichhao aza ka farsh k aaj.
Hamara peshwa,aaqa lahu me dooba hai.
.
QUR,AAN-E-PAAK lahu ro raha hai Masjid me.
KHUDA-E-PAAK ka chehra lahu me dooba hai.
.
Abhi to KARB-O-BALA ka hai Imteha'n ZAINAB s.a.
Abhi to aapka BABA lahu me dooba hai.
.
KHUDA ka Sher hai mehrab me lahu me tarr.
ALI a.s ka saara musalla lahu me dooba hai.
.
Zameen-o-arsh Larazte hain, ro rahe hain shajar.
K do jahaan ka MAULA a.s lahu me dooba hai.
.
NAJAF ki KARB-O-BALA ki hai aarzu MAULA a.s.
Dil ek arse se Mera LAHU me dooba hai.
.
Ye surkh aandhiya'n nauha kuna hain kyu FAISAL?
Kyu aaj sub,ha ka taara lahu me dooba hai?-
Every fajar
Thinking about him
Make my heart more heavier
He is about to leave us ..
Ohh Ali (as) 💔-
Inna To Hadde Mat
Wallaho Arkaan Al Huda
Jibrael ki sare Masjide
Kufa yeh fugaa'n hai
Bechain hai'n Zainab ص
Malaik bhi ro rahe hai'n
Badi purdard unneeswi'n (19)
Ramza'n ki azaa'n hai-
Koi hadd Haider ع ke fazail ki kaha'n hai
Zair e tasarruf aalam e kaun o makaa'n hai
(Read In Caption)-