Apne rab ki neymat e zindagi
Aur apne asulau par atl rehne par
Bohat jurat honi chahiye.
Warna Aaj kal ye daur laga a raha h
Khud Kau insan taqt par bheta kar
Samne wale Kau apne se kum samjhe
Aur jau halaat se takh e hue Woh Bichare
Ilzamau mein ghire hue…….
Aisa ya tau afwao ka nateejha hota h
Ya tau Apni sauch.-
Itni sari aesh aram
ke bawajood bhi
Aakh bhar atti
h Woh ek
kumi ke
Liye.
Raste ka dheet hona ek tarha ki neymat h
Warna duhm ghut n ka tareekha
hum jaise jahel Kau bakhubi aye……….-
✧.* Apni Neeyat bharose
Lekhin Duniya Aur apne aapko
acha samjh n ka tekha lena
Aaj bhi Heyran kare mujhe. ☆⋆。𖦹°‧-
My story is irreplaceable irrevocably I will gladly sacrifice myself for my mum ♡
-
Meherbaani e ittefaq h ye
Tumhari sab
khathaye
yaad kar ke bhi
Na tumse dhang ki
nafrat hau sake
Nahin tumhari pehchaan
dil se alag-
I wake with time and upset induced eyes
No longer a tune to my heart but now a soldier who resides beside my brain.
Such is my discord from life that I exist only for existence sake.-
Har halaat se ji kar
aakhau n
bohat se barsau samet rakhe h.
Ek dil hi h jau umeedau
ki mauj Mein jhul raha.
Tareekhe ayi tareekhe gayi,
Lekhin Duhl thi rooh ke chal chalan
Aaj bhi waisi hi h…..-
Aisi naubat e pahl beythe h hum
Ke dusrau ka rawaya - humko
Hamari baqsheesh e haq lage.
Aur agar kuch bhi acha sune kau mileh
Apne liye - tau mann Mein ye aye - gar nateejha e matlab hi hone wala h,
Tau badtameezi ke dayre mein hi raho aap.-