Nahi badal sakte hum khud ko auro ke hisab se
Ek libas hame bhi diya hai khuda ne apne hisab se-
Zeeshan Ahmad
(...)
13 Followers · 6 Following
Use pane ki khawahish to aaj bhi bahut hai magar,
Usse dur ho jaun ye dua krne wale bhi bah... read more
Usse dur ho jaun ye dua krne wale bhi bah... read more
Joined 12 May 2020
31 OCT 2022 AT 20:46
9 SEP 2022 AT 20:04
Pyaas lagi thi Gazab ki
Magar paani me zeher tha
peete toh mar jaate
aur na peete to bhi mar jaate
-
15 JUN 2021 AT 20:12
𝒔𝒐𝒎𝒆𝒕𝒊𝒎𝒆𝒔 𝒚𝒐𝒖 𝒘𝒊𝒍𝒍 𝒏𝒆𝒗𝒆𝒓 𝒌𝒏𝒐𝒘 𝒕𝒉𝒆 𝒗𝒂𝒍𝒖𝒆 𝒐𝒇 𝒂 𝒎𝒐𝒎𝒆𝒏𝒕 𝒖𝒏𝒕𝒊𝒍 𝒊𝒕 𝒃𝒆𝒄𝒐𝒎𝒆𝒔 𝒂 𝒎𝒆𝒎𝒐𝒓𝒚
-
14 APR 2021 AT 14:05
lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai,
ye bhi guzar jaye gi hijr ke lamho ki tarha-
13 APR 2021 AT 21:07
wo mujhe mil jaye to main yun samjhun,
jase jannat ka elan hua ho kisi gunhagar ke liye-
7 APR 2021 AT 13:30
khuwahishen dil ka saath chor gai...,
ye aziyat badi aziyat hai.... 💔💔-
7 APR 2021 AT 13:20
khiza ki dhoop se shikwa fizul hai,
mein yun hi phool tha akhir mujhe bikharna tha-
7 APR 2021 AT 13:10
teri furkat ke lamhe phool jase,
magar phoolon ki umren muktasar hai-
31 MAR 2021 AT 16:16
"Mujhe aap kyun na samjh sake ye khud apne dil hi se puchiye
Meri dastan-e-hayat ka to waraq-waraq hai khula hua"-