4th January 2019
The day of your demise always pinches me but I am managing to live life with all the teachings and values you have instilled into me. Your presence and value in my life were indescribable in words. Not only you were my first and the most beloved teacher but also the backbone for me.Not a single day passes when I don’t remember you in my prayers and wishes. You were the cornerstone of this family and the pain I got because of your death will never go away. I miss your precious smile which used to give me peace. No one can replace you in my heart. No one could love us like the way you used to. You will be loved always and forever. Your little girl misses you badly abu ji. Rest in Jannat ul Firdaus “Aameen”.-
Dekhti hun jab kisi baap beti ki muhobbat ko
Is dil ko aapki muhobbat yaad aati hai
-
Talab toh buhot thi tuje firse chahne ki
Par waqat ne kiya kuch aisa asar
Ke is talab ko b talab na rahii teri chahat ki-
Aapke saath se mili huvi khushiyon ko yaad karte hain
Aapki muhobbat se bhari huvi nazron ko yaad karte hain
Aapki us muhobbat ko yaad karte hain
Bina kahe humari har khawahish puri kartay thay
Ab Unn khawahishu ko yaad krtay hain-
Shab-E-Barat ki raat aayi hai
Apni taqdeer badalne ki raat aayi hai
Apni Magfirat talab krne ki raat aayi hai
Betha hai woh Rab humari touba ke intezaar mai
Chlo aaj unse jholi faila kar dua karte hai
-
Is baat ka ilm tuje he toh hoga
Tere wajood se b zyadha chaha tha tuje
Mere dard ki dawa tha tu
Meri zindagi ka ujala tha tu
Meri dil ki khushiyun ka ek wahid sahara tha tu
Par tune Kch aisa badal dala meri is mohobbat ko
Ab tere hone se b farq nh pdhta-
Kaash waqt dekh k tune dil ko toda hota
Aaj shayad yun malaal na hota-
Duniya sai itni b Muhobbat na kro doosto
Kahin yeh muhobbat tumsai,,tumari jannat na cheen le
-
Aapse bichhde aaj do saal hone ko hai
Magar is dil ko yakeen aaj b
nahi
Aap nazru se door ho, fir b har jagha shamil ho
Aapki khushbu aaj tak ghar mai basi huvi hai
lagta hai jesai yahin kahin ho
Aapk baad jo kch guzra hai humpar
Kaash bayan karpate hum aapse
Aapke honai se he thai hum khush
Ab khushiya kahin nazar nahi aati
__zainabkhan
-
Jab jab zindagi aansu aur dukh deti hai
Tab tab mera yeh qalam bolta hai-