Koi hath bhi naaa milayega
Jo gale miloge tapak se
Yeh naye mijaz ka sheher hai
Zra fasle se mila karo-
Kahi main... read more
Saari duniya me kalam kaaro ki
Wakat Geer jaye
Main kalam rakhdu to alfaz ki
Sehat Geer jaye
Yeh bhi mumkin hai tumko fir
Mayassar na ho paun
Yeh bhi mumkin hai
Kal tak meri keemat Geer jaye-
Naaa tujhse garz naaa Teri Surat se garz
Hum to musawwir ka kalam dekhte hai-
Koi baat hai jo wo mujhe btana chah raha hai
Aapni dp badal badal kar dikhana chah raha hai
Bina chehre dekhe chehre padhne ka hunar sikha hu
Aur tu hai ke mujhe sikhana chah raha hai
Badhi mushkilo se roka hai chahato ko
Dil hai ke msg karne bahana chah raha hai
Gamo se darta hai Zain bechara
Isliye khushiyo ko bhagana chah raha hai-
Mujhe har nayi baat Purani lagti hai
Mera dil be asar hai dil ki chuban se-
Humara masla yeh hai
Ke hum shaam hote hi
Farar chahte hai
Aur bichadhne wale
Tujhe pehle hi btaya tha
Hum kisi bhi shaks ko ek baar chahte hai-
Aasman mai udh kar itna
Ghamand nahi karte
Hum badal cheer ke khamosh bethe hai-
Dhoke bazo ki meherbani hai
Warna ab bhi dhoke kha rahe hote — % &-