Main samajhdar hua to samajh aaya mujhe;
Usse pehle badi mohabbat thi mujhe...-
Yugesh Sureka
(Yugesh (Ehsaas_E_Fitoor))
53 Followers · 5 Following
instagram :
@ehsaasefitoor
@ehsaasefitoor
Joined 24 September 2018
23 SEP AT 9:18
7 SEP AT 14:19
Main itni mohabbat kar gaya-e-ghalib;
Na jaane kitni baar aakhri baar hua hai mera...-
17 AUG AT 3:01
Main tabiyat bigaad leta hoon;
Uski yaadon mein aksar,
Vo aaj bhi khayal rakhti hai mera;
Gairon se haal puch kar...-
6 AUG AT 0:19
Inteqal ho mohabbat ka; to main;
Khushi se mar jaun;
Mar mar kar khush rehna ab gawara nahi...-
4 AUG AT 0:48
Hosake to koi sambhal lena;
Vo aaj meri nazaron se gir gaya...— % &— % &-
24 JUL AT 2:16
Duniya ki bheed mein;
Bas vo ek shaqs hi to tha,
Ab vo bas ek; shaqs hi to hai;
Duniya ki bheed mein….-
17 JUL AT 2:07
Mohabbat ki to jaana ke kyu nahi karni;
Ab Mohabbat nahi to lagta hai ke kyu nahi karni…-
7 JUL AT 2:40
Bikhre uske farsh par;
Zamane se the,
Ek roz fakir kehkar;
Rawana kar dia...-