Ye jo tum ho, ye hakikat hai ya kirdar hai tumhara ........🥰🥰🥰🥰
Ye jo khushbu tum me hai, ye sirf tum me hai ya iska karobar hai tumhara .....🌹🌹🌹🌹
Mera rang feeka tumhara rang chadhta hi ja raha hai .......😘😘😘😘
Ye kya hai hamara ishq to badhta hi ja raha hai ........❤️❤️❤️❤️
-