ज़िन्दगी को बदलते मौसम की तरह बदलते देखा,
कभी लगी फीकी तो कभी रोमांचक और कभी इतनी अच्छी की उसकी क्या बात करू में,
जैसे जैसे वक़्त गुज़रा समझ आया के ज़िन्दगी तो पेहले से ऐसी ही थी, जो बदल रही थी वो मेरी ज़िंदगी के बारे में सोच थी।
-
Kabhi sikhta hai toh kabhi sikhata hai,
Kabhi hasta hai toh kabhi hasata hai,
Kabhi raasta bhatakne par daant bhi lagata hai,
kabhi jo koi samasya aaye use sulja bhi deta hai,
Ek shikshak apne shishyo ke liye sab kuch kar jata hai.
-
दोस्तों के लिए दोस्ती का दिन नहीं है, दोस्तों के लिए तो पूरी जिंदगी है।
-
Jo kal tak marne ki khwaish rakhta tha, Aaj jeene ki chahat rakhne lag gaya,
Lagta hai aaj firse koi kareebi yaar uska khyaal rakhne lag gaya,
Verna uss akelepan me woh dum kaha,
Uska yaar bhi kisi se kam kaha...
-
Ab agar teri yaad aati hai to
Dil ko ye samjha dete hai ki tu kisi aur ki hoti rehti hai
Abb humara woh rishta kaha jo tu mujhe apna maan ke baat karegi
Khair ye dil nahi samajta na ye baat ki tu kisi aur ki hoti rehti hai.-
Pata nahi aisa toh kaisa waqt chal raha hai,
Har ek minute pe tera he khyaal chala aa raha hai,
Chahte hai tujhse bemisal nafrat karna,
Par ye pyaar jo badhta he jaa raha hai.-
Abb kya kare ye dil hai jo maan he nahi raha,
Hamne toh usko sambhalne ki koshish ki hai bohut,
Par kambakhat har baar chilye jaa raha hai k usko wahi chahye sambhalne wala jo kabhi na kabhi use sambhalta tha.-
Abb kya reh gaya dekhne ko aur dikhane ko,
Abb kya reh gaya dekhne ko aur dikhane ko,
Jo hamara tha woh koi aur le gaya,
Aur me usko sambhalne ki koshish me reh gaya.-
Abb uss kainaat par kese bharosa kar le?
Woh toh apno ko bhi dur kar deti hai,
Aur kabhi parayo ko pass.-