Pata hi nahi chala
Kab hum se
me aur tum ban gaye
Pata hi nahi chala
Kab ye raate jaagne ko
majboor kar gai
Pata hi nahi chala
Kab dilo ne yuh muh mod liye
Pata hi nahi chala
Kab ekbaar firse wohi
ajnabee ban gaye
- Yash Ranpariya
27 DEC 2018 AT 11:53