Tum bas gungunaao
Sunati achhi lagti ho
Tum bas muskuraao
Haste achhi lagti ho
Galtiya kar deta hu
Kuch iss dafa
Galtiya kar deta hu
Kuch iss dafa
Ki tum samjaao
Samjaati achhi lagti ho-
Let's sail towards the end of the ocean.
I've heard it never materializes.-
Kuch lafz ki hi to baat hai
Maafi me mang liya karunga
Agar baal tujhe pasand na ho
Hotho se tere me hata diya karunga-
Dekhte dekhte sab thik ho jayega
Tune socha nahi usse bhi adhik mil jayega
Pairo tale tu bas chala kar
Manzil ki aur tu bas badhta chal
Tera khwab ek din pura ho jayega
Shayad rasta apneaap banta jayega
Karm kar piche mat dekhakar
Tu karm kar bas pichhe mat dekhakar
Uparwale ne kuch behtar socha hoga
Tune jo socha na hoga usse bhi behtar mil jayega
Dekhte Dekhte sab thik ho jayega
Tune socha nahi usse bhi adhik mil jayega-
STRUGGLE remains just a small word,
when you make courage to start a JOURNEY-
Dheere chal yaar zindagi
Abhi bahut chalna baki hai
Sapne jo adhure hai
Use pure karna baki hai
Kuch yaar jo ruth gaye
Unhe manana bhi to baki hai
Bhag bhag kar kahi rukna baki hai
Aur waha dil par hath rakhkar
Sukoon ki do saansein bharna baki hai
Tujhe to aakhir mana lunga
Par khud ko manana abhi baki hai
Dheere chal yaar zindagi
Dusro k liye bahut jee liya
Ab bas khud ke liye jeena baki hai-
कभी कभी जिंदगी
में कुछ बातें अधूरी सी रह जाती है
अक्सर सोच कर भी
गलती पता नहीं चल पाती है
चुपके से कुछ देर में कहीं दूर कोने में युही बैठ जाता हूं
अपने मन, अपनी साँसों को बाँहों में सिमेटे
में अंगिनत घंटे बिता लेता हूं
सुकून ना जाने मुझे चुपके से हर दफा कोन दे जाता है
में वापीस रंग में तो आ जाता हूं
पर सवाल अब भी सवाल ही रह जाता है...-
वो तरसते रह गए उनकी एक आवाज़ सुननेको
और मैंने उसकी हंसी में ही अपनी खुशी ढूंढ ली-
Bahon se teri
nikalti hai meri raahein
Kya batau tujhe
Mere gaanv ki khubsurti-