Humne unke ghar ko roshan
Toh kar diya
Apne ghar ka ujala unko deke-
Yash Jaiswal
(Yash Jswl)
20 Followers · 24 Following
Meri aur uski kahani
Joined 12 April 2018
25 JUL 2021 AT 1:32
Humne unki gali se
Jaana band kar diye
kyuki unhone yaad karna
Band kar diya hume-
11 JUL 2021 AT 1:22
Ek purane zakhm ko phirse
Khuraed diya maine
Woh boli milne ko aur
Haa bol diya maine...-
29 JUN 2021 AT 1:33
Kehne ko toh kuch nhi bacha
Bas har baat yaad aati hai
Khone ko kuch nhi bacha
Bas har waqt woh hi yaad aati hai-
23 JUN 2021 AT 1:35
Meri shikayato ki kitaab mae
Unka naam sabse pehle pe tha
Woh masla hi aisa kar ke gayi thi-
16 APR 2021 AT 1:48
Meri muskurahat mae
Hasi ki tarah aaj bhi ho tum
Mere aaj mae
Kal ke jaise mojood ho tum-
16 FEB 2020 AT 4:11
Teri galtiyon ko dafna diya maine
Teri achai ke pawdhe ko
Ugte dekhna chahta hu
-
13 FEB 2020 AT 3:09
Teri yaadon ke sahare toh ji raha hu
Warna mae toh kabh ka mar jata-