Jab tak hum do hain,ye ishq nahi ye moh hai
Jab tak hum do hain, wajah aur bahaane sau hain
Jab tak hum do hain,door hone ka imkaam hai
Jab tak hum do hain, tbb tak hum ishq-e-mehmaan hain
Jab tak hum do hain, ek dusre se bahot dur hain
Jab tak hum do hain, tbb tk hum majbur hain
Jab hum ek ho jayenge, ek ko bhala kon judaa karega
Jinko har seh se mohabbat nahi,fir wo Kaise kisi ko khuda karega...
тЬНя╕П
-