"Betaab Dil"π₯π
Bade dino baad hum ne use dekha hy
Apne aap ko unse milne se khud ko rokha hy!
Jaan te hy ab wo hamse juda hy
Phir b mohbatt unse beintehaan hy !
Karegi wo ab hamhe dekte hi nazar andaaz,
Mann mein bas ye khwaab hi bacha hy aaj !
Tutega jaroor ye dil baar baar
Bhulenge nahi karne se pyaar har baar !-
Waise Kuch khaas likhta nahi hu
Jo likhta hu wahi khaas hai
Dard ko dard nahi samaj raha mein
Yaani mohabbat ko mohabbat ny
samaj raha mein.!
Jiske liye bahaye yuhi aansu humne
Use kabhi insaan nahi samaj raha mein !!-
Diwali hy magar ujaala nahi raha
Mohabbat hy magar sachha nahi raha,
Mein bas andhero mein hi tehrta raha
Aur wo shaks kahi aur diya jalata raha !!-
π₯π
Dard ko bi dard hone lagi hai
Teri yaadein ab mit jaane lagi hai..
Jis ke liye dhadakta tha ye dil
Ab wo b khamosh hone lagi hai..!-
π₯π
Ghar ka Raja beta hua karta tha main pehle
Tere ishq ne mujhe aawara bana diya
-
π₯π
Zahra, dekho koun hamari raah
dekh raha hai�
Maut ho to keh dena, yahan ab koi
jee nahi raha hai :)
-
"Saaya"
Wo Khushi ka pal tha Murshad,
Sabhi dost hamare saath the ,
Agar mushkilo mein hota to
Unka "Saaya" tak nazar na aata!-
"Doori"
Udne kliye pure aasman to tha magar
pankhe rassiyon se baada hua tha |
Dost to safar mein bahut mile magar
Har kisi se wo "Dosti nahi tha" |
Mein likhta to tha pure jamane ko sunane magar
khud ko sunakar khud klye taali bajata tha|-
Bade Imaan se kaati thi hum ne ye Jindagi
Jindagi ne unke saamne hamhe Bewafa tehra diya ..!
-
* Aazaadi*
Sirf desh aazad hua din hy Murshad,
Tum aaj b unhi ke yaadon mein
Bande huwe ho !!
πββοΈππ»ββοΈβπ»-