Zindagi main kabhi aisa maqaam aaya hai ki jahaan aapko jannat ki talab aur khwaahish toh ho lekin itne halkaan aur duniyase bezaar hogaye hain ki maut ki aarzu bhi duniyawi azaab se nijaat ke liye nahi balki dozakh main ek goshe tanhaai ki umeed main ho??