Sabr,tadap,bekarari meri puchhiye,
apni aankho se zara kaarguzari puchhiye...
Ho tamanna e aazmayish to naqaab hayaat kariye,
mjhe saamne baitha kr meri khwahish puchhiye...
Ye ghuroor mohabbat ka mohtaaj hi rahega,
yahi sunogi haa koi "shak hai kya? "
"ishq karte ho kya" mjhse ye puchhiye...
Haa jhoot bhi bolta hun main,
mujhse meri khairyt puchhiye...-
It's just something i gotta do; for me.
Gaya do mein se ek bacha ek...
Hisaab ka usool hai Janaab...
Mohabbat mein to sifar bachta hai...-
Tumhi jeene ka maqsad ho
Tumhi ho jiske badaulat maut se lgta hai dar
Tumhi seene ka dard ho
Tumhi ho jiske sath rehna hai ta'umr bhar-
Iss Dour-e-kharabaat mein ab rishte naato'on se kya gharaz,
Dour-e-tamnah-e-ishq mein, shehr-e-yaar se kya gharaz,
Khuaab o Jazbo'on ki jab na koe manzil, bhala aise safar se kya gharaz-
Iss Dour-e-kharabaat mein ab rishte, naato'on se kya gharaz,
Dour-e-tamnah-e-ishq mein ab shehr-e-yaar se kya gharaz,
Khuaab o Jazbo'on ki ho na koe manzil, bhala ab safar se kya gharaz,-
naya ek rishta paida kyun karen hum
bichhaDna hai to jhagDa kyun karen hum
KHamoshi se ada ho rasm-e-duri
koi hangama barpa kyun karen hum-
Uske shehr se nafrat ki aag mein, waaste uske, shehr apna he jala baitha,
Uss chaman-o-chand ki arzoo mein dil apna he jala baitha-
Lazim tha ke dekho mera rasta koi din aur
Tanha gaye kyu? Ab rahi tanha koi din aur-