मैंने हर रंग बदलकर देखा है
अब हर तस्वीर में मुझे
तू चाहिए....-
Indipended Writer✒
Music lover🎧
Sher-o-sayari deewana😍
Mast mouji insaa😎
3rd dec. Da... read more
Ek chay ka pyala hatho me
Or Mitti ki khushboo aane lagi....
(FULL POEM IS IN CAPTION)-
Waqt ko waqt do
Waqt badalne ke liye....
Hath chaal ko thoda waqt do
Baazi palatne ke liye....
Na jane kitne shehensa aaye
Or chale gye waqt se....
Bas jhindagi ko waqt do
Har takhat badalne ke liye....-
Khamosi me unke
Ek gam sa chaya raha...
Vo kehte kuch the
Nazar kuch aata raha...
Char diwaro me
khoye rahe vo iskadar....
Shama bujhati gyi
Mai diye jalata raha....
Sham ke andhero ne
Unhe fir se khamosh kar diya....
Subha ke ujalo me khudko
Unhone fir madhahosh kar liya....
Na jane
Ye kaisa isaq-e-tarika hai unka
Aj mulaqqat na hui jo
Unhone khudko behosh kar liya....
-
Arman badalti raaho me
Unhone khudko badalte der na ki....
Subha se dhalti shamo me
Unhone khudko badalte der na ki....
Hasti unki khusiyo ne
Khamoshi me badalte der na ki....
Bato ki garam chay ki pyali ne
Thande aansu me badalte der na ki...
Manjhil tak chalne wale the
Ab kadam hatate der na ki....
Badh aaya karte jo hat kabhi
Aj talwar uthate der na ki....
Ham ujale ke shoukin hain jo
Andhero me rahteder na ki....
Behek gye the safed parde par
Unhone parde ko girate der na ki....
Aj aaya hu apni khali kabar dekhne ll2ll
Yaha bhi unhone rone me jara si der na ki....
Kehte the bewafa jo jamane ko
Aj unhone saja sunane me der na ki....
Arman badalti raho me
Unhone khudko badalte der na ki....ll2ll-
Isaq haqeeqat me kon jita hai...
Yaha har koi khusi me gam pita hai...
Reh jati hai khamoshi bas ruh ke andar...
Ye zamana hai zalim,
Yaha har koi bas marta jita hai...-
Nind nahi ab ankho me....
Anshu bhi sitare ban,
Chamak rahe hai....
Us uajale ma kya, sahara lena....
Jo khud ujale me jal rahe hai....-
Aj khamoshiyo ko toadne ki sochi....
Par unka chehra yad aaya....
Aj risto ki har doar toadne ki sochi....
Par unka chehra yad aaya....
Na jane kyu,
Unki bewafai me wafai nazar aane lagi
Ke ham sehmte chale gye....
Aj badal li apni har mazil to bas....
Fir unka chehra yad aaya....-