Kaisa haar jhyau yrr...
Jab.....
Maa ki muskan intazar kar rhi ha
Baap ka hosla na tutaa ha
Bhai aur dosto kho bharosa ha
Chahne wala jeet ka intezaar kar rha
Tho kaisa ghirr jhayu mai!!!-
Remember when you asked
" Can we be more than friends?"
That's where we went wrong
nothing is above friendship!!-
Har rasta jho Aasaan kar de, Jeena Ki umeed De!
Mushkil mai bhi saath de, chai pe bhi maira intazar kare
Khushiyon kho mujhe de de, dukhon ko apna kar le
Bina khoon ka rishtaa bekubhi nibhata hai
Kabhi ladhai bhi karle, lakin manhana ka hunaar dekha tha hai
Kuch takleefno ko haste haste bhagaa de
Yaari wo ha jho dhur rhaka bhi sath nibha de!!-
Pata nhi kyu tu Anjaan se khaas Ho gaya!!
Dhur ho ka bhi mere pass Ho gaya!!
Essa lagta hai tu mairi Zindagi ka hissa hai!!
Ab tere bina adhura mairi zindagi ka hissa hai
Ab tere bina adhura mairi zindgai ka kissa hai
Tu Anjaan se dost aur dost se "bhai/bestfriend" Hogaya
Tu hotaa-hotaa mera itna kareeb Hogaya
Hum hakikat mai nhi shai par online tho milte hai
Ek dusra ka message dekh ka chehra pe Muskurhat tho khilti hai!!
Tu maira online khas dost hai
Ye baat maina sabko bata rhaki hai
Hum ek din millenga Jarur
Jab hum milenga tho aisa millenga sab soch rhaka hai
Online dosti ka bhi Ajeeb saa hi rishtha hai
Hum ek dusra se durr hai par durr hona ka ehsaas nhi hota hai
Ya kaisi duniya banai tune bhagwan
Ek anjaan bina koi matlab ka etna khass kyu ho jha tha hai!!!!-
Dil ke tutna mai shaant samundar dhoond
rha hu
Khayalo Ki duniya mai asliyat dhund
rha hu
Hazaro kitabo mai apni khani
dhund rha hu
Mai zindgai ko jeena ka tareeka
dhund rha hu
-
Life is Simple
And I were Enjoying it
Than I realised
There's something missing
There's something incomplete
There's something unsaid
Between you and me
Than I talked to you for a while
And it felt like euphoria
That felling was momentary
And I was still enjoying the breeze
Then I felt like moments of tranquil
What if I believed and that moment snached away?
My heart gives an affirmation
An affirmation that I am still there for you!-
Duniya Rachna wala ko
Bhagwan kha tha hai
Aur Sankat harna wala ko
Hanuman kha tha hai!-
Kash! zindagi sach-much ek kitab hoti,
Padh skta mai ki aage kya hoga?
Kya paunga or kya dil khoyega
Kab thodi khusi milegi, kab dil royega!
Kash! zindagi sach-much ek kitab hoti,
Phad skta mai un lamho ko jinhone mujhe rulaya h...
Jodta kuch panne jinhone mujhe hasaya h!
Hisab to lgata, pata chal tha kitna khoya kitna paya h!
Kash! Zindagi sach-much ek kitab hoti,
Waqt se ankhe churakar piche chala jata,
Tute sapno ko firse armano se sajata
Kuch pal k liye mai bhi muskurata
Kash! Zindagi sach-much ek kitab hoti-
Kabhi hasati hai
To kabhi satati hai
Par har mod pe wo
Mera sath nibhati hai.
Meelon dur rehkar bhi wo
Kuch yun sath nibhati hai,
Ki sunti hai sara pagalpan mera
Na jaane kaise hi Mujhe jhel paati hai,
Pal mai khafa hoti hai,
Pal mai maan bhi jhati hai,
Keh de jho koi mujhe bura bhala
Wo sabse khud hi ladd jaati hai,
Yun to baadi samjhdar hai wo
Par mere aage ek dum bachhi ban jaati hai,
Khud karti hai nadaniyan
Aur pagal mujhe bulati hai,
Ho jaati hai kab wo busy
Uski yaad bada sataati hai,
Ab aadat hai mujhe uski
Uske bina ye zindagi kahan chal paati hai...-
Tumhara Muskurana Achha Lagta Hai
Tumhara Ruth Jhana Achha Lagta Hai..
Mujko Jaldi Milne Ka liya Bulakar Kudh Late Aana,
Or Fir Late Aane Ka Bhane Banana
Tumhara Wo Bhana Achha Lagte Hai...
Aksar Meri Baato Par Harna Phir Pyaari Nazro Se Mujhe Dekhna
Or Phir Dhire Se Un Nazro Ko Jhukana
Tumhara Wo Nazre Jhukana Achhe Lagte Hai..
Waisa Naam Kaafi Achha Hai Tumhara
Fir Bhi Tumhara Naam Se Tumhe Chidhana Acha Lagte Hai...
Achha Lagta Ha Wo Pal Jo Tumhara Sath Bitaya Karte Hun,
Fir Un Palo Ko Yaad Karke Muskurana Achha Lagta Hai...!!!-