Chalo akele hi tahlte hai,
Chalo ye sari shamein bhi sirf apne hisse me rakhte hai,
Chalo inn dilo ke saudagaron se bhi jara dur hi rehte hai,
Chalo thoda khudgarz hoke kuch apne liye bhi jeete hai,
Chalo iss jhuti duniya ko thoda darkinar rakhte hai,
Chalo thoda khud se bhi dur hote hai,
Bas chalo chalte rhte hai……
-
One may give without loving, but one cannot love without giving!!
-
It isn't necessary to know about your loved ones,
But it is must to know your loved ones,
'Cause not every smile is because of happiness!!-
Hai faila andhiyara,Charon taraf hamare,
Na hai Mehtab aasaman men humare,
Hai tab bhi jal raha ek diya umeed ka dilon me hamare,
Hai ummed ki hogi ek waisi hi subah jaisi hoti hai har raat ke baad ,jo lati hai apne saath wahi chamakta hua aaftab jo mita deta hai vajood is andhiyare ka duniya se hamari!
-
Hai Shikayat unhen ki hum likhte nahi kabhi kuchh naam unke ,
Ab hum kaise ye bataye unhe ki har shabd hamara hai naam unke!!-
No one loves you at your worst,
Only parents can do such stunts;
You are not perfect,
They can't see your worth;
So,
Start to make yourself perfect,
Show your worth;
Stop working on your lovers,
Start working on yourself;
Cause'
No one loves you at your worst!!-
In dino jara jaldi Asq aa jate hai aankhon me mere,
Isliye nahi ki tu hai nahi saath mere,
Shayad isiliye ki na hoke bhi,kanhi na kanhi tu aaj bhi hai saath mere!!
-
Accha suno, chale jo gaye ho tum wapas na aana,
Agar aana bhi kabhi to na bhulna kuchh waqt apne saath lana,
Na bhulna apne jajbaat tum lana,
Aur jo jana bhul tum to kasam-e-khuda wapas na aana kabhi dobara!!-
Life is tough,so the death;
Work is tough,so the stillness;
Love is tough,so the hate;
Everything is tough,but the best thing in all this is you can always choose your tough!!-