Zindagi Me Akele Jeetna Kise Hai.
Unke Saath Ki Haar Hi Kaafi Hai.
Saikdo-Hazaro Nahi Chahiye Mujhe.
Wo Bachpann Wale 4 Yaar Hi Kaafi Hai...-
Yqhashtag #v_lal
Meri Zindagi Me Subah Aur Shaam Bs Tu Hai.
Suna Hai Logo Ki Zindagi Khuda Ke Naam Hoti Hai.
To Mere Liye,
Khuda Ka Naam Tu Hai...-
Mehfil-E-Mohobbat Ki Daastaan Kuch Yun Bayaan Hogi.
Meri Chaukhat Par Mehfil Us Din Sajegi Jis Din Uski Shadi Hogi.
Ki Meri Chaukhat Par Mehfil Us Din Sajegi Jis Din Uski Shadi Hogi...
Mujhse Huyi.
To Baraat Ke Liye...
Kisi Aur Se Hui To Mere Janaaze Ke Liye.-
Har Shaam Meri Aankho Ke Samne Teri Tasweer Hoti Hai.
Har Shaam Tujhe Pas Naa Jankar Ye Taqdeer Roti Hai.
Teri Baahon Me Basne Ki Khawahish Abhi Adhuri Sahi.
Par Ye Sapna Meri Aankhe Har Shaam Sanjoti Hain.
Har Shaam Ye Agaaz Hota Hai.
Tu Bhi Yaado Me Mere Khaab Sanjota Hai.
Jism Hamare Durr Sahi,
Lekin Tu Hardam Mere Dil Ke Pas Hota Hai...-
Maine Tere Naam Ke Piche Jo Apna Naam Likh Diya.
Tune To Hadd Hi Paar Kardi.
Mere naam saara jahaan likh diya...-
Befikar To Mai Pehle Tha.
Ab To Har Choti-Choti Baat Par Fark Padta Hai.
Kyunki Jabse Wo Mila Hai,
Jeene Ki Wajah Mil Gayi Hai...-
दिमाग
जो तेरी आंखों में
इस कदर डूब जाए
जैसे सागर तले
सूरज डूब जाता है-
Tera Chehra Dekh Kar Sukoon Mill Jata Hai.
Sab Me Tu
Aur Tujhme Rabb Nazar Aata Hai...-
Saari Problems Udan-Chhuu Ho Jaati Hai.
Aur Rota Hua Ye Dil Bhi Bahot Zor Se Muskurata Hai.
Jab Bhi Mere Pas Meri Behen Ka Call Aata Hai...-
यूं तो लोग कहते हैं कि मंज़िल की ओर निशाना रखो,
पीछे छोड़े कदमों पर निगाहें डाल कर क्या फायदा!
पर मैं जब भी उसके साथ बढ़ाए एक भी कदम की ओर देखता हूं,
तो याद आता है मुझे,
वो सुकून जो उसे पहली बार देखकर मिला था।
वो मुस्कान जो उसके होंठो पर तब आई थी जब मैंने अपनी नीचे झुकी निगाहों को धीरे-धीरे ऊपर उठाकर मुस्कुराते हुए उसकी तरफ देखा था।
उसे बाहों में भरने का वो एहसास जो आज भी मेरे दर्द को कब दूर कर देता है मुझे खबर नहीं है।
वो वादा जो हमने साथ चलने का किया था और उसे निभाने के लिए मै हर बार पीछे देखना पसंद करता हूं क्योंकि मेरा वजूद है उस वादे में।
इसलिए अच्छा लगता है उसकी बाहों में बाहें डालकर उसके साथ बढ़ाए हर एक कदम को फिर से देखना।
क्योंकि वही तो शुरुआत है हमारी कहानी की।।-